Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMohammed Rafi
HomeMohammed Rafi
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


jo baat tujh mein hai teri tasveer mein nahin tasveer mein nahin jo baat tujh mein hai rangon mein tera aks dhala tu na dhal saki saanson ki aanch jism ki khushboo na dhal saki tujh mein tujh mein jo loch hai meri tahreer mein nahin tahreer mein nahin jo baat tujh mein hai teri tasveer mein nahin tasveer mein nahin bejaan husn mein kahaan raftaar ki adaa inkaar ki adaa hai na ikraar ki adaa koi koi lachak bhee zulfein girahagir mein nahin girahagir mein nahin jo baat tujh mein hai teri tasveer mein nahin tasveer mein nahin duniya mein koi cheez nahin hai teri tarah phir ek baar saamne aaja kisi tarah kya aur kya aur ik jhalak meri taqdeer mein nahin taqdeer mein nahin jo baat tujh mein hai teri tasveer mein nahin tasveer mein nahin jo baat tujh mein hai
jo chahe saza dedo kaisi bhi kasam le lo main aaj apne zulm ka ikraar karta hoon main tumse pyaar karta hoon main tumse pyaar karta hoon jo chahe saza dedo kaisi bhi kasam le lo main aaj apne zulm ka ikraar karta hoon main tumse pyaar karta hoon main tumse pyaar karta hoon jo chahe saza dedo jab se tumhen dekha dil ne tumhe chaha roka bahut maine dil hi nahin maana jab se tumhen dekha dil ne tumhe chaha roka bahut maine dil hi nahin maana majboor hoon jazbaat ka izhaar karta hoon main tumse pyaar karta hoon main tumse pyaar karta hoon jo chahe saza dedo tumne to raaz e dil mujhse chhupaya hai lekin in aankhon ne sab kuchh bataaya hai tumne to raaz e dil mujhse chhupaya hai lekin in aankhon ne sab kuchh bataaya hai tumko pareshan isliye har baar karta hoon main tumse pyaar karta hoon main tumse pyaar karta hoon jo chahe saza dedo ye shaam ye sahil aur ye jawan mausam mere kareeb aao ab to meri humdum ye shaam ye sahil aur ye jawan mausam mere kareeb aao ab to meri
aye musavir tere haathon ki balaayen le loon khoob tasveer banaayi mere behlaane ko kuchh aisi pyaari shaql mere dilruba ki hai kuchh aisi pyaari shaql mere dilruba ki hai jo dekhta hai kehta hai kudrat khuda ki hai iss saadgi ko kya hai zururat singaar ki iss saadgi ko kya hai zururat singaar ki deewani khud hai uss pe jawaani bahaar ki jawaani bahaar ki duniyaa mein dhoom uske hi naazon adaa ki hai jo dekhta hai kehta hai kudrat khuda ki hai nazron ke ek teer se sansaar jee uthe zulfon ki chhanv daal de beemaar jee uthe haaye beemaar jee uthe aanchal ke taar taar mein thandak hawaa ki hai jo dekhta hai kehta hai kudrat khuda ki hai jo dekhta hai kehta hai kudrat khuda ki hai haan kudrat khuda ki hai haaye kudrat khuda ki hai
jahaan kahin deepak jalta hai wahaan patanga bhi aata hai preet ki reet yahi hai murakh tu kaahe ghabraata hai parvaane ki naadaani par duniya hansti hai to hanse pyaar ki meethi aag mein premi hanste hanste jal jaata hai jo ek baar keh do ki tum ho humaare to badle ye duniya badlen nazaare jo ek baar keh do ki tum ho humaare to badle ye duniya badlen nazaare jo ek baar keh do aakaash mein aakaash mein chaand taare hanse humaare hi dil mein andhera base nigahon ki galiyon mein chori se aake jo tum muskuraao to khil jaayen taare jo ek baar keh do suhaani hai ye suhaani hai ye zindagi pyaar se ae murakh jo pachhtaaye dil haar ke ye baazi hai duniya mein sabse niraali jo haare to jeete jo jeete to haare jo ek baar keh do
aa aaaaaa aa aa aa jo guzar rahi hai mujh par use kaise main bataun jo guzar rahi hai mujh par use kaise main bataun wo khushi mili hai mujhko main khushi se mar na jaaun mere dil ki dhadkanon ka ye payaam tumko pahunche main tumhara hum nasheen hoon ye salaam tumko pahunche usse bandagi main samjhun jo tumhare kaam aaun wo khushi mili hai mujhko main khushi se mar na jaaun haa aa jo guzar rahi hai mujh par use kaise main bataun meri zindagi mein humdum kabhi ghum na tum uthana kabhi aaye jo andhere mujhe pyaar se bulaana main charaag hoon wafa ka main agar dagmagaun wo khushi mili hai mujhko main khushi se mar na jaaun jo guzar rahi hai mujh par use kaise main bataun mere dil ki mehfilon mein wo maqaam hai tumhara ke khuda ke baad lub par bas naam hai tumhara meri aarzoo yahi hai main tumhare geet gaaun wo khushi mili hai mujhko main khushi se mar na jaaun haa aa jo guzar rahi hai mujh par use kaise main bataun wo khushi mili hai mujhko main khushi se mar na jaaun
aaaaaaaaaaa aaa aaaa aaaaaaaaaaaaaa jo guzar rahi hai mujh par usse kaise main bataun jo guzar rahi hai mujh par usse kaise main bataun wo khushi mili hai mujhko main khushi se mar na jaaun wo khushi mili hai mujhko main khushi se mar na jaaun mere dil ki dhadkanon ka ye paiyaam tumko pahunche main tumhara humnashin hoon ye salaam tumko pahunche usse bandagi main samjhun jo tumhare kaam aaun wo khushi mili hai mujhko main khushi se mar na jaaun haan jo guzar rahi hai mujh par usse kaise main bataun mere dil ki mehfilon mein wo makaam hai tumhara ke khuda ke baad lab par bus naam hai tumhara meri aarzoo yahi hai main tumhare geet gaaun wo khushi mili hai mujhko main khushi se mar na jaaun haan jo guzar rahi hai mujh par usse kaise main bataun wo khushi mili hai mujhko main khushi se mar na jaaun
ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha jo ijaazat ho to ek baat kahoon hmm hmm jo ijaazat ho to ek baat kahoon suno suno jaaneman kaho kaho jaaneman suno na main bhi kuchh pyaar ke haalaat kahoon suno suno jaaneman kaho kaho jaaneman jo ijaazat ho to ek baat kahoon suno suno jaaneman kaho kaho jaaneman yeh bataa teri palkon mein chhipaa chhipaa kaun hai ho oo oo dilrubaa in aankhon mein tere siwaa kaun hai ho oo yeh bataa ho teri palkon mein chhipaa chhipaa kaun hai ho oo oo dilrubaa in aankhon mein tere siwaa kaun hai yeh adaa yeh masti isse kyaa kehte hain jee yeh na poochho yeh muhobbat ka hai deewaanapan jo ijaazat ho jo ijaazat ho to ek baat kahoon suno suno jaaneman kaho kaho jaaneman dil gayaa teri chaahat mein sanam meraa dil gayaa ho oo oo mil gayaa piyaa mujh ko to saara jahaan mil gayaa o o o o o o dil gayaa teri chaahat mein sanam meraa dil gayaa ho oo oo mil gayaa piyaa mujh ko to saara jahaan mil gayaa to
jo unki tamanna hai barbaad ho jaa jo unki tamanna hai barbaad ho jaa to aye dil mohabbat ki kismat bana de tadap aur tadap kar abhi jaan de de yun marte hain mar jaane waale dikha de jo unki tamanna hai barbaad ho jaa na unka tabassum tere vaaste hain na unka tabassum tere vaaste hain na tere liye unki zulfon ke saaye tu beaas phir kyon jiye ja raha hai tu beaas phir kyon jiye ja raha hai jawaani mein ye zindagaani luta de jo unki tamanna hai barbaad ho jaa sitam ya karam husn walon ki marzi sitam ya karam husn walon ki marzi yahi soch kar koi shikawa na karna sitamgar salaamat rahe husn tera sitamgar salaamat rahe husn tera yahi usko mitne se pehle duaa de jo unki tamanna hai barbaad ho jaa to aye dil mohabbat ki kismat bana de tadap aur tadap kar abhi jaan de de yun marte hain mar jaane waale dikha de jo unki tamanna hai barbaad ho jaa
jo wada kiya wo nibhana padega roke zamaana chaahe roke khudayi tumko aana padega jo wada kiya wo nibhana padega tarasti nigaahon ne aawaaz di hai muhabbat ki raahon ne aawaaz di hai aa aa aa aa aa aa aa aa jaane hayaa jaane adaa chhodo tarsaana tumko aana padega jo waada kiya wo nibhaana padega ye mana humen jaan se jaana padega par ye samjh lo tumne jab bhi pukaara humko aana padega jo wada kiya wo nibhana padega hum apni wafaa pe na ilzaam lenge tumhen dil diya hai tumhen jaan bhi denge aa aa aa aa aa aa aa aa jab ishq ka sauda kiya phir kya ghabrana humko aana padega jo wada kiya wo nibhana padega chamkete hain jab tak ye chaand aur taare na tootenge ab aehdo paimaan humare aa aa aa aa aa aa aa aa ik dusraa jab de sadaa ho ke deewana humko aana padega jo wada kiya wo nibhana padega nibhana padega
jo waada kiya wo nibhaana padega roke zamana chahe roke khudai tumko aana padega jo waada kiya wo nibhana padega sabhi ahle duniyaa ye kehte hain hamse ke aata nahin koi mulk e adam se aa aa aaa aaa aaj zara shaane wafa dekhe zamaana tumko aana padega jo waada kiya wo nibhana padega ye maana hamein jaan se jaana padega par ye samajh lo tumne jab bhi pukaara humko aana padega jo waada kiya wo nibhana padega hum aate rahe hain hum aate rahenge mohabbat ki rasmein nibhaate rahenge aa aa aaa aaa jaane wafaa tum do sada phir kya thikaana humko aana padega jo waada kiya wo nibhana padega nibhana padega hamari kahaani tumhara fasaana hamesha hamesha kahega zamana aa aa aaa aaa kaise fajaa kaisa fejaa humko hai aana humko aana padega jo waada kiya wo nibhana padega nibhana padega
mere dilbar mujh par khafaa naa ho ho mere dilbar mujh par khafaa naa ho kahin teri bhi kuchh khata naa ho jo ye dil deewana jo ye dil deewana machal gaya mere dilbar mujh par khafaa naa ho mere dilbar mujh par khafaa naa ho kahin teri bhi kuchh khata naa ho jo ye dil deewana jo ye dil deewana machal gaya jo kisi ke roke ruka naa ho kisi sang e dar par jhuka naa ho tere dar per kaise phisal gaya ye nazar mein masti ghuli ghuli ye sunhehri rangat dhuli dhuli ye nazar mein masti ghuli ghuli ye sunehri rangat dhuli dhuli ye ghaneri zulfen khuli khuli jo zamaane bhar ka guroor hai jo nasha hai jo bhi suroor hai wo tere shabaab mein dhal gaya ho mere dilbar mujh par khafa naa ho kahin teri bhi kuchh khata naa ho jo ye dil deewana jo ye dil deewana machal gaya kahun kyun ke duniyaa raqeeb hai mera apna dil hi ajeeb hai kahun kyun ke duniyaa raqeeb hai mera apna dil hi ajeeb hai na ye dushaman hai naa habeeb hai main kabhi na isko samjh saka kabhi apnon se bhi hua khafaa
john jaani janardhan tara rum pum pum pum pum john jaani janardhan tara rum pum pum pum pum saahib ne bulwaaya haazir hoon main aaya hoon yaaron ka main yaar dushmanon ka dushman de dhanaa dhan john jaani janardhan tara rum pum pum pum pum john jaani janardhan tara rum pum pum pum pum saahib ne bulwaaya haazir hoon main aaya hoon yaaron ka main yaar dushmanon ka dushman de dhanaa dhan john jaani janardhan tara rum pum pum pum pum john jaani janardhan tara rum pum pum pum pum ye teenon naam hain mere ye teenon naam hain mere allaa jesus raam hain mere jis naam se jo chaahe jo chaahe mujhe bulaale jisne jo farmaaya jo maanga main laaya hoon yaaron ka main yaar dushmanon ka dushman de dhanaa dhan john jaani janardhan tara rum pum pum pum pum john jaani janardhan tara rum pum pum pum pum ye filmon ke sitaare o o o o ye filmon ke sitaare dekho nikle chamake saare ye sabkaa dil behlaayen main inkaa dil behlaaoon ye sabkaa dil behlaayen main inkaa dil behlaaoon heroine se
joode mein gajra mat baandho mera geet mehak jaayega joode mein gajra mat baandho mera geet mehak jaayega teri preet sulag jaayegi mera pyaar chhalak jaayega joode mein gajra mat baandho mera geet mehak jaayega jitni nazar jhukaaogi tum utni nazar lagegi tumko jitni nazar jhukaaogi tum utni nazar lagegi nainon mein kajra mat daalo nainon mein kajra mat daalo koi raah bhatak jaayega joode mein gajra mat baandho mera geet mehak jaayega teri preet sulag jaayegi mera pyaar chhalak jaayega ho joode mein gajra mat baandho mera geet mehak jaayega jab tum leti ho angdaayi dil ki dhadkan badh jaati hai jab tum leti ho angdaayi dil ki dhadkan badh jaati pairon mein ghunghroo mat baandho pairon mein ghunghroo mat baandho koi saaz chehak jaayega joode mein gajra mat baandho mera geet mehak jaayega teri preet sulag jaayegi mera pyaar chhalak jaayega ho joode mein gajra mat baandho mera geet mehak jaayega tere angon ki thirkan mein pyaase geeton ka sargam hai tere angon ki
kaahe dhundhe raam ko dharti aur gagan mein kaahe dhundhe kaahe dhundhe raam ko dharti gagan mein raam ko tu dekh le apne hi mann mein raam ko tu dekh le apne hi mann mein apne hi mann mein kaahe dhundhe phool jo chadhaye jaa ke charnon mein bhagwaan ke raam hi muskaate hain un phoolon ki muskaan mein raam daras ke pyaase nain jo raam base un naynan mein raam base un naynan mein kaahe dhundhe kaahe dhundhe raam ko dharti gagan mein path andhiyaare mein dikhate prabhu raam hi deep ki lou banke jagmagaate prabhu raam hi haath mein jo rekhayen bhagya ki raam hi raam chhupe unmein raam hi raam chhupe unmein kaahe dhundhe kaahe dhundhe raam ko dharti gagan mein jiski kirnon se khilti dharti pe dhoop hai aur kuchh nahin vo suraj raam ka hi roop hai shaam salone raam hi base chanda roopi darpan mein chanda roopi darpan mein kaahe dhundhe kaahe dhundhe raam ko dharti gagan mein kyun itni adheer hai tu raam ke milan ko raam ka hi roop hai tu dekh apne tan ko dason dishayen
kaahe itna gumaan chhoriye ye mela do din ka kaahe itna gumaan chhoriye ye mela do din ka legi kitnon ki jaan chhoriye ye mela do din ka kaahe karta hai pyaar chhorva ye mela do din ka kaahe karta hai pyaar chhorva ye mela do din ka ja ja dor na daar chhorva ye mela do din ka o zara sun sun are ja ja ja zara sun sun are ja ja ja chal thumak thumak zara thumak thumak aaaaaaa o chal thumak thumak zara thumak thumak aaaaaaa teri khatir khol ke rakha hai dil ka darwaaja paiyyan hum nahin padne waale marji hai to aaja bada aaya dildaar chhorva ye mela do din ka ja ja dor na daar chhorva ye mela do din ka dekh zara ye kaali kaali zulfon ki zanjeeren bandhi huyi hain inmein tere jaison ki taqdeeren achchha waah waah kya samjhe lut jaayega jahaan chhoriye ye mela do din ka
haaye haaye kaahe ko bulayaa mujhe baalmaaaaaa kaahe ko bulayaa mujhe baalmaa pyaar mein naam se pyaar ke naam se kaahe ko bulayaa mujhe baalmaa pyaar mein naam se pyaar ke naam se radha ne yahi poochha tha ek din ruth kar shyaam se ruth kar shyaam se jaa tose bolun naa jaa tose bolun naa ghughataa kholun naa dolun naa main sang tere jaa tose bolun naa ghughataa kholun naa dolun naa main sang tere toz jo tum ruthogi aise guzrenge din mere kaise jeene nahin dega mujhe chaar din pyaar aaram se pyaar aaram se kaahe ko bulayaa mujhe baalmaa pyaar mein naam se pyaar ke naam se kaali ghataaon se thandi hawaaon se aao kahen haal dil ka kaali ghataaon se thandi hawaaon se aao kahen haal dil ka hoooo pyaar mein din to dhal jaata hai raat ko jaadoo chal jaata hai jiya lagta hai dhadakne piya aaj kal shaam se aaj kal shaam se radha ne yahi poochha tha ek din ruth kar shyam se ruth kar shyam se tauba main kaa karun tauba main kaa karun badnaami se darun mohe badi laaj aaye
hooo hooo hooo hooooo oooo oooo oooo ooooo oooo ooooooo oooo hoooo kaali ghata chhaayi prem rutt aayi aayi aayi aayi aayi teri yaad aayi kaali ghata chhaayi prem rutt aayi aayi aayi aayi aayi teri yaad aayi tujhe dhoondhe mere nain nahin neend nahin chain kaali ghata chhaayi prem rutt aayi aayi aayi aayi aayi teri yaad aayi kaali ghata chhaayi prem rutt aayi aayi aayi aayi aayi teri yaad aayi yun hi nahin chali aayi bahaaren phool yun hi nahin khile yun hi nahin chali aayi bahaaren phool yun hi nahin khile kuchh to hai kaaran kitne yungon se do premi nahin mile chhota saa jeevan lambi judaayi kaali ghata chhaayi prem rutt aayi aayi aayi aayi aayi teri yaad aayi parbat parbat gulshan gulshan mele milan ke lage parbat parbat gulshan gulshan mele milan ke lage ek hi pal mein neend se jaise dard hazaaron jage dil ki lagi ne li angdaayi kaali ghata chhaayi prem rutt aayi aayi aayi aayi aayi teri yaad aayi tujhe dhoondhe mere nain nahin neend nahin chain kaali ghata
haaye haaye kaan mein jhumka chaal mein thumka kamar pe choti latke ho gaya dil ka purza purza lage pachaasi jhatke ho tera rang hai nasheela ang ang hai nasheela rang hai nasheela ang ang hai nasheela kaan mein jhumka chaal mein thumka kamar pe choti latke ho gaya dil ka purza purza lage pachaasi jhatke ho tera rang hai nasheela ang ang hai nasheela rang hai nasheela ang ang hai nasheela nashe se palken tani tani jaan meri pe bani bani chadhti jawaani teri kaise sambhale tu husn tera matwaala hai kiske liye sambhala hai banoo rakhwaala kar de mere hawaale tu teri ye jawaani albeli ye paheli hai akeli mujhe saathi bana le haaaannn inn zulfon mein ulajh ulajh kar kai musafir bhatke ho gaya dil ka purza purza lage pachaasi jhatke ho tera rang hai nasheela ang ang hai nasheela rang hai nasheela ang ang hai nasheela teri maang mein jo main sindoor bhar doon to har raat ko chandani raat kar doon tujhe khench kar apne dil se laga loon zamin par tujhe main khuda se mila
Kandhe Pe Kawad Le Kar Chala
kaanton mein phansa aanchal zulfon mein phansa ye dil haye ho gayi mushkil ek jaal mein do panchhi aur donon huye ghayal haye haye ho gayi mushkil kaanton mein phansa aanchal zulfon mein phansa ye dil haye ho gayi mushkil ek jaal mein do panchhi aur donon huye ghayal haye ho gayi mushkil bandar ghadi ghadi gussa bhi hai ghadi ghadi raar bhi jhuki jhuki nazron mein hai zara zara pyaar bhi ghadi ghadi gussa bhi hai ghadi ghadi raar bhi jhuki jhuki nazron mein hai zara zara pyaar bhi zara zara pyaar surat hai badi bholi andaaz bade kaatil haye ho gayi mushkil kaanton mein phansa aanchal zulfon mein phasa ye dil haye ho gayi mushkil are are kahaan chali are are dil ko le ke chali kahaan gori re khuli teri ghaaten saari khuli teri chori re are are dil ko le ke chali kahaan gori re khuli teri ghaaten saari khuli teri chori re khuli teri chori le bol uthe ghungru le bajne lagi paayal haye haye ho gayi mushkil le bol uthe ghungru le bajne lagi paayal haye ho gayi mushkil
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Jo Baat Tujh Mein Hai Taj Mahal (1963) 03:25 14311
 
Poster of Taj Mahal (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Duration : 03:25   Song Number : 14311   

Jo Chahe Saza Dede (Main Tumse Pyaar Karta Hoon) Vandana (1975) 04:10 36844
 
Poster of Vandana (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Parikshit Sahni, Sadana
Duration : 04:10   Song Number : 36844   

Jo Dekhta Hai Kahta Hai Naya Kanoon (1965) 03:21 15642
 
Poster of Naya Kanoon (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Duration : 03:21   Song Number : 15642   

Jo Ek Baar Keh Do Pooja (1954) 03:24 39257
 
Poster of Pooja (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:24   Song Number : 39257   

Jo Guzar Rahi Hai Mujh Par (Long Version) Mere Huzoor (1968) 04:39 13721
 
Poster of Mere Huzoor (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Jitendra
Raag- 
Gara
Duration : 04:39   Song Number : 13721   

Jo Guzar Rahi Hai Mujh Par (Short Version) Mere Huzoor (1968) 04:09 36639
 
Poster of Mere Huzoor (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Raj Kumar, Mala Sinha
Raag- 
Gara
Duration : 04:09   Song Number : 36639   

Jo Ijaazat Ho To Baat Ek Raat Ki (1962) 04:43 12823
 
Poster of Baat Ek Raat Ki (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman, Dev Anand
Duration : 04:43   Song Number : 12823   

Jo Unki Tamanna Hai Barbaad Ho jaa Intaqam (1969) 03:37 13374
 
Poster of Intaqam (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjay Khan
Duration : 03:37   Song Number : 13374   

Jo Waada Kiya Wo Nibhana Padega Taj Mahal (1963) 03:44 20690
 
Poster of Taj Mahal (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Beena Roy
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:44   Song Number : 20690   

Jo Waada Kiya Wo Nibhana Padega (Sad) Taj Mahal (1963) 03:24 38958
 
Poster of Taj Mahal (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Beena Roy
Duration : 03:24   Song Number : 38958   

Jo Yeh Dil Deewana Dharmputra (1961) 05:57 13079
 
Poster of Dharmputra (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
Duration : 05:57   Song Number : 13079   

John Jani Janardhan Naseeb (1981) 05:39 18095
 
Poster of Naseeb (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan
Duration : 05:39   Song Number : 18095   

Joode Mein Gajra Mat Baandho Dhoop Chhaon (1977) 05:26 36384
 
Poster of Dhoop Chhaon (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Virendra Mishra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar
Duration : 05:26   Song Number : 36384   

Kaahe Dhunde Ram Ko Hanuman Vijay (1974) 04:11 17601
 
Poster of Hanuman Vijay (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
B D Mishra
Music Director- 
Ajay Vishwanath
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 04:11   Song Number : 17601   

Kaahe Itna Gumaan Bharosa (1963) 04:38 19819
 
Poster of Bharosa (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Guru Dutt, Asha Parekh
Duration : 04:38   Song Number : 19819   

Kaahe Ko Bulayaa Mujhe Humshakal (1974) 05:23 13367
 
Poster of Humshakal (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Moushumi Chatterjee
Duration : 05:23   Song Number : 13367   

Kaali Ghata Chhaayi Kali Ghata (1979) 05:16 13508
 
Poster of Kali Ghata (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 05:16   Song Number : 13508   

Kaan Mein Jhumka Chaal Sawan Bhadon (1970) 05:02 20700
 
Poster of Sawan Bhadon (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Sonik-Omi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Naveen Nishchal
Duration : 05:02   Song Number : 20700   

Kaandhe Pe Kaawar Le Kar Chala Shravan Kumar (1960) 03:22 37601
 
Poster of Shravan Kumar (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Shivram Krishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Anant Kumar
Duration : 03:22   Song Number : 37601   

Kaanton Mein Phansa Aanchal Do Dil (1965) 03:28 12898
 
Poster of Do Dil (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Biswajit Chatterjee, Rajshree
Duration : 03:28   Song Number : 12898   
Karaoke Songs of Mohammed Rafi, Sad Songs of Mohammed Rafi, Love Songs of Mohammed Rafi, Dance Songs of Mohammed Rafi, Hip-hop songs of Mohammed Rafi, Best songs of Mohammed Rafi, Super hit songs of Mohammed Rafi, hit songs of Mohammed Rafi, duet songs of Mohammed Rafi, solo songs of Mohammed Rafi, old songs of Mohammed Rafi, famous songs of Mohammed Rafi, Hindi Karaoke Songs of Mohammed Rafi, Hindi Sad Songs of Mohammed Rafi, Hindi Love Songs of Mohammed Rafi, Hindi Dance Songs of Mohammed Rafi, Hindi Hip-hop songs of Mohammed Rafi, best Hindi songs of Mohammed Rafi, super hit Hindi songs of Mohammed Rafi, hit Hindi songs of Mohammed Rafi, duet Hindi songs of Mohammed Rafi, solo Hindi songs of Mohammed Rafi, old Hindi songs of Mohammed Rafi, famous Hindi songs of Mohammed Rafi, Sing Along Songs of Mohammed Rafi, Sing Along Sad Songs of Mohammed Rafi, Sing Along Love Songs of Mohammed Rafi, Sing Along Dance Songs of Mohammed Rafi, Sing Along Hip-hop songs of Mohammed Rafi, Sing Along Best songs of Mohammed Rafi, Sing Along Super hit songs of Mohammed Rafi, Sing Along hit songs of Mohammed Rafi, Sing Along duet songs of Mohammed Rafi, Sing Along solo songs of Mohammed Rafi, Sing Along old songs of Mohammed Rafi, Sing Along famous songs of Mohammed Rafi